Youtube Par Kis Tarah Ke Video Upload Nahi Kar Sakte Hai
ham starting me youtube par video upload karna shuru karte hai. Tab hamare khud ke banaye huye video bhi copyrighted ho jate hai. Isliye aapko videos upload karne se pahle ye jan lena jaruri hai ki ham kis tarah ke video youtube par upload kare.
Toh dosto aaj ki post mai aapko yahi bataunga ki ham apne videos kaise banaye jo ki copyrighted na ho. Mai ummid karta hu ki ye post apke liye jarur helpful sabit hogi.
Jab hamari self created video copyrighted ho jati hai. To hamare man me yahi sawal uthta hai ki ye video toh maine khud banai hai lekin fir bhi copyrighted ho gayi. Lekin isme galti hamari hi hoti hai ham youtube ki policy ko sahi tarike se follow nahi karte hai. Aur hamari video copyrighted ho jati hai. Aksar ye problem new youtuber ko hoti hai. Aapko is post ko padhne ke baad copyrighted ki problem dur ho jayegi.
Video upload kaise kare ye to aapko pata hi hoga, agar nahi to pata to ye post bhi pade:
Computer se youtube par video kaise upload kareMobile se Youtube par Video kaise upload kare
Youtube Me Kon Se Videos Copyrighted Ho Sakte Hai ?
Agar aap youtube me video upload karke paisa kamana chahte hai. Toh iske liye aapko youtube ki policy ko acche se follow karna hoga. Youtube me daily na jane kitne log youtube channel banate hai. Lekin 10% log hi success hote hai. Toh aaj mai apko yahi batane ja raha hu ki ham kaun se video youtube par upload nahi kar skte hai.
Games and Software: Ham kisi bhi game ya software ki screen recording karke youtube par upload nahi kar skte hai.TV and Movies: Ham kisi bhi tv serial ya movies ki recording karke youtube par upload nahi kar skte hai. Agar hamne upload bhi kar diya toh Serial ya movies ke owner ham pr copyright ka claim laga kar hamara video delete karwa skta hai.Sound Recordings: Ham kisi ke bhi music ya sound ko upload nahi kar skte hai. Agar music ya sound youtube par pahle se hi uploaded hai toh hamare video par copyright claim lag skta hai aur hamara video delete ho skta hai.Advertisement: Ham kisi ke advertisement poster ke videos banakar upload nahi kar skte hai.Your Age: aap youtube par video tabhi upload kar skte ho. Jab aapko age 17 year se jyada ho. Agar apki age 17 year se kam hai toh apki video delete ki ja skti hai.Porn: Koi bhi aslil video bhi ham youtube par upload nahi kar sakte..Ladai Dange ya gali: aese video bhi upload karne par delete kar diye ja sakte hai jisme ladai bagera ho rahi ho ya fir kisi ko gali di ja rahi ho.. Atankbadi gati bidiyo se sambandit video ko bhi turant delete kar diya jata hai..Kisi ko koi problem na ho: Hamne jo Video upload kiya usse agar kisi insan ka nuksan ho raha hai to wo youtube se report karne us video ko delete karba sakta hai.Video ki permision: Agar hamne koi video upload kiya hai jo copywrited hai to hamare pass kisa legal notice hona chaiye jisko ham youtube me upload karke us video ko upload kar sakte ha.Hacking Video: Agar aap kisi chij ko hack karne ka tarika bata rahe hai video me. Jese Facebook kaise hack kare bagera bagera to bhi aapka account delete ho sakt hai.
Agar aap is tarike ke video youtube par upload karoge toh apke videos copyrighted ho skte hai. Agar aap in points ko sahi se follow karoge toh apke video kabhi bhi copyrighted nahi hoge. Ek bat apko hamesha yad rakhni hai. Aap self created video hi youtube par upload kare, Kyoki dusro ki videos se ham kuch bhi nahi kama skte hai.
Youtube se sambandit sabhi post’s ko padnbe ke liye yaha click kare
Ye Bhi Pade:
Ache Video banane ke liye kya jaruri haiYoutube ke Subscriber kaise badayewebsite me youtube video ko kaise add kare

0 Comments