1 Phonne me 2 WhatsApp, 2 Facebook, 2 Twitter Chalaye [New Trick]


Hello friends. Mera naam Prabhjit Singh hai, Main myearningbrand.blogspot.comka founder hu. Aaj main apko Jo batane ja raha hu jo bilkul latest trick hai. aap sab whatsappFacebooktwitter to jarur use karte hoge. Yeh 3 sabse popular sabse jade popular social media network hai.

Aaj main apko yeh batane ja raha hu k 1 mobile pe kaise 2 Facebook, 2 WhatsApp , 2 twitter ke account use kar sakte hai. yeh aaj tak ka sabse simple tarika hai.

Main Jada bate na karta hua batata hu k kaise 1 mobile kaise 2 whatsapp, Facebook aur twitter me account chala sakte hai.

Ek Mobile me 2 Account Kaise Chalaye

Friends ye phele ek problem thi par Android ka Lolipop 5.1 me ham do user add kar sakte hai or unki madad se bhi ek hi monile me 2 whatsapp or dusre app use kar sakte hai.. Par aaj ham dekhege ki kaise ek app ki madad se ham ek hi mobile me 2 Whatsapp use kar sakte hai.

Step 1: sabse pehle apko parallel space app download karni hogi

Download Parallel Space App

Step 2: download karne k baad ab is app install ho jayegi.

Step 3: ab is app ko open kare aur isme se koi bhi app select kare jiske aap 1 mobile pe 2 account chalana chate hai.

jese Facebook, WhatsApp, Twitter.. jitne bhi App aapke Mobile me install hai aap unko add karke dusre account ke liye use kar sakte hai.

Step 4: App ko select karne ke baad usko open kare or apni New ID open karke usko use kare.

Is trha aap kisi bhi app me double account use kar sakte hai.. Agar aap Game ke sokin hai to aap Game bhi double install kar sakt ehai iski madad se..

Note: Agar aapke Mobile ki memory kam hai to ho sakta hai aapka Mobile Hang hone lage, isliye jada app bhi use naa kare.

Ye ek Guest Post hai HMH.pe … Agar aap Bhi Apni Guest Post karna Chate hai to yaha click kare.

Ye Bhi Pade:

Mobile ko Hang hone se kaise bachaye uske 10 TipsAndroid Mobile me App Install karke Paise kamayeInternet se Paise kaise kamaye ja sakte hai uski jankari