Post ko Index Karke Google Search me Jaldi Laye
Hello friends jaisa ki hum sabhi jante hai google me hamari post kaa search me aana kitna jaruri hai, or Google Posts jaldi index nahi karta yeh lagbhag 2-3 days le leta hai, par agar ham koi aesi post dal rahe hai jisko jaldi search me lana ho.. To uska bhi tarika hai.
Google me Post Index lene me lagbhag 2-3 din lagte hai, par agar ham khud apni post ki link ko Google me Submit kare to Post search me Turant aane lagti hai.. To agar aap bhi apne Blog ki Post ko Secendo me lana chate hai to ye jankari aapke liye hai.
Google Me Post ko Jaldi Index kaise kare
Google me Post ko Submit karna koi jada muskil nahi hai, uske liye hamarisite Google Search Console me add honi chaiye or Hamari site ka Site Map Google Search Console me submit hona chaiye.. Agar aapne Phele se ye kar rakha hai to ab aapko bas Link Submit karni hai.
Link Google me Submit karne ke liye Steps ko Follow kare
Step 1: Sabse Phele Google Search Console me Login kare.
Step 2: Apni Website par jaye.
Step 3: Search Console ke Dashboard me ja kar. Crawl >> Fatch as Google par jaye.
Step 4: Ab jo page khulega uske Post ka URL Submit karna hai.
Aapki Post ka URL kuch is trha hoga –
http://hindimehelp.com/html-sitemap-page-blogger-wordpress-ke-liye/
or agar Blogger par Blog hai to kuch is trha –
http://hindimehelp.com/12/2015/html-sitemap-page-blogger-wordpress-ke-liye/
Jesa bhi ho aapko apni website ka Naam hata kar baki ka URL dalna hai Q ki website ka naam phele se add hoga.. Image me dekh sakte hai..
URL dale post ka jo jaldi index karna hai.Fatch ki Button par click kare
Step 5: Ab Post ka URL list me add ho jayega..
Step 6: ab ek Popup aayega..
Crawl only this URL select kareGo ki button par click kare.
Step 7: Boom !! Apka post index ho chuka hai google pe post search karke check karlo
Important Note: Aap 1 month mein sirf 500 posts index kr sakte ho iss method se aur mere hisaab se yeh thik value hai post index karne ke liye.
Ye Bhi Pade:
Blog me HTML SiteMap BanayeFacebook se Traffic lane ka tarika Blog parOn Page SEO jo har Blogger ko pata hona chaiye
Ye Guest Post hai jo Ankit Jha ne send ki hai jo talktimetricks.net ke Owner hai. Agar aapbhi HMH.pe Guest post karna chate hai to yaha click kare.

0 Comments