Facebook UserName Kaise Set karte Hai FB Account me
Facebook jispar Croro logo ke account hai or har roj average admi 23 minute facebook chalata hai.. Facebook par Indian ke 13 Crore Account hai jo ek bhut hi badi sankiya hai, or aane wale time me or bhi badne ki puri sambavna hai.
Facebook ke har account ki ek ID hoti hai sayad ye aapko pata hogi.. jab ham account banate hai to jo hamari ID hoti hai wo Kuch Number me hoti hai.
100008401053776
hamari jo Facebook Profile hoti hai ham uska username badal bhi sakte hai. jese aap meri FB ka username dek sakte hai.
https://www.facebook.com/R.N.Mewada
To chaliye dekhete hai iske kya faide hai or isko kaise badla jaye.
????Facebook Page kaise Banate hai
????Facebook Account ko Hack hone se kaise Bachaye
Facebook Username ke Faide
Bese to dekha jaye to simple ye ek username hi hai jisko type karke ud ko khola ja sakta hai.. par iske kuch faide bhi hai jo me points me bata raha hu..
facebook account me Login karne ke liye ham username ka istmal kar sakte hai apni Email ID or Mobile Number ki jagha.Apni Dost ko apni profile ke bare me batana ho, ya koi hamari profile ko search karna chahe to username ki madad se aasani se kar sakta hai.Facebook UserName ki madad se hamari Profile Google Search me bhi aane lagti hai..(ye un logo ka jabab hai jo mujse puchte hai kaise facebook ID ko search me laye.
)Yaad rakhne me aasan ho jati hai apni ID.
Chaliye ek indecent bhi batata hu Facebook Username ka , jo mera ek dost ke sath huaa.hai jisko ek company me interview diya or uska selection bhi ho gaya.. Jo Company thi or Online Merketing ki thi to unkone uski Facebook Profile bhi Check ki or uski Job Cancel kardi, jab uska karan usko pata chala to sab heran rha gaye… ki uski Profile ka username set nahi hai.. Jab ye apni Profile ko manage nahi kar sakte to ye online kaam kaise kar sakte hai.. aesa sabke sath nahi hota par aesa ho bhi sakta hai.. isliye kabhi bhi choti choti bato ko andekha na kare..
????Facebook ID Block hone se kaise Bachaye
Facebook UserName Set kaise kare
Sabse Phele Facebook Account me login kare fir aapko Account ki setting me jana hai.
Drop Down erow par click kare.Settings par click kare.
ab jo Page khulega usme, usme Generalme Username ke samne jo edit ki link hai uspar click kare.
Ab hame apne Account ke liye username dalna hai.
usename ke box me aap apna username dale.. aesa dale jisko yaad rakhne me aasan ho.. or agar aapke naam ka username available ho to usko dale.. Jo set karne ke liye available hoga to samne Tik ka nisan aa jayega.Ab Save Changes ki button par click kare.
????yaha ek baat diyan rakhne wali hai ki aapne ek bar username set kar diya to baadme sirf ek baar aap username ko edit kar sakte ho.. to phele achi se sochle kya username rakhna hai uske baad hi set kare.
Facebook ki or tips ke liye yaha click kare
ye bhi pade:
ek Mobile me 2 WhatsApp Chalane ke legal tarikaFacebook Page me auto replay kaise karte haiFacebook se apne blog ki traffic kaise badayeFacebook Comment Continue Reading Trick

0 Comments