Facebook Friend Request ko Kaise Disable karte hai
Facebook Par aapka Account hoga, aapke uspar bhut se friends bhi hoge.. Jada tar hota ye hai jinhe ham nahi jaante wo bhi hame friend Request send kar dete hai. ab jinko nahi jaante unki friends request kuch log to accepct kar lete hai apne friend list badane ke liye par kuch log nahi chate ki jinko wo nahi jaante wo unko friend banaye..
Facebook Security se dekhe to hame anjan logo ki friend facebook par friend nahi banana chaiye, Agar aap apni personal bate share nahi karna chate ye bhi ek karan ho sakta hai anjan logo ko friend naa banana.. Aap Apni Friend lo list ko bhi chupa sakte ho.
Kuch log jada Popular ho jate hai to unke pass bhut si friend request aati hai, par ham facebook par 5000 se jada friend nahi bana sakte.. Par agar aap chate hai ki aap logo se jude rahe to uska ek acha upai hai Facebook Page banaye ya fir Kisi Topic par Facebook Group bhi bana sakte hai.
To Chaliye Dekhte hai kaise ham anjan logo ki Friend Request se chutkara pa sakte hai.
Facebook Friend Request Disable kare
Aapko ancahe friends se chutkara pane ke liye sabse phele apne Facebook Account me login karna hoga.
Ab Aap facebook Account me login ho chuke hai.. ab aapko upar Navbar me ????Lock ka icon dikhega.
Lock ke icon par click kareWho can contact me ko expand kareWho can send me friend requests?me aap dekhege Everyone hai..Aap apne hisab se select kare –Agar aap Chate hai ki jo abhi aapke facebook par friend hai unke friend aapko friend request send kar sake toFriends or Friends select kare.Agar aap chate hai ki koi bhi aapko friend request send naa kar paye to No Oneselect kare.
Is trha aap apne Facebook account ki setting kar sakte ho, ki kon aapko friend request send kar sake.
Agar aap jaanna chate ho kaiseFacebook Account ko deactivate ya hamesa ke liye delete kaise kare to ye post pade.
Facebook ki adhik jaankari ke liye yaha click kare, or agar aapka koi sabal hai to coment karke jarur bataye.
Agar aap Anchahe Friend Request se Chukara Pana CHate hai to Q, uska Karan muje bhi bataye
comment karke.

0 Comments